Hamdardi Poem and More | ہمدردی اردو نظم | Urdu Poems Collection for Kids
“Hamdardi” is a popular poem by a well known Urdu writer Allama Iqbal originally written in the early twentieth century.
SUBSCRIBE for more!
CLICK HERE!
http://www.youtube.com/subscription_center?add_user=urdukids
In this video:
00:03 Hamdardi
02:18 Paanch chote bulbul
04:10 Urdu ginti
07:06 Meow meow billi rani
09:33 Learn months in Urdu
12:00 Billi mene paali hai
14:16 Abba chidiya ghar le jana
17:58 Hamdardi
Lyrics:
Tehni pay kisi shajar ki tanha
bulbul tha koi odas betha
Kehta keh raat sar pay aa-e
Orrnay chugnay mein din guzara
Pohanchun kis tarha ashiyan tak?
Har cheez pay cha kiya andhera
Sun kay bulbul ki ahozari
Jugnu koi pass hi say bola
Hazir hoon madad ko dil o jaan say
Kirra ho agarcheh mein zara sa
Kya gham hay jo rat hay andheri
Mein rah mein roshni karon ga
Allah nay di hay mujh ko mish-al
Chamka kay mujhay diya banaya
Hein log wohi jahan mein achay
Aatay hein jo kaam dusron kay
What Others Watching
Billi Mein Ne Pali Hai and More | بلّی اردو نظم |…
Ten Little Animals Jumping on The Bed in Urdu | دس…
Nadeem Sarwar | Zainab Bibi Ujar Gayi Hai | 2014
Chidiya Ghar Urdu Poem | چڑیا گھر | Urdu Nursery…
Kis Ne Banaya | کس نے بنایا | Allah Ne Banaya Poem |…
Bachpan Ke Din Urdu Poem | بچپن کے دن | Emotional…