Bachpan Ke Din Urdu Poem | بچپن کے دن | Emotional Urdu Poem | Urdu Rhymes for Kids
Everyone misses their childhood, the good old days. Here is a very popular and emotional Urdu rhyme Bachpan ke din suhane reminding us of our golden days.
SUBSCRIBE for more!
CLICK HERE!
http://www.youtube.com/subscription_center?add_user=urdukids
In this video:
00:14 Bachpan ke din
02:28 Kut kut karti aayi murgi
05:30 Raja rani
09:00 Hamdardi
11:13 Chidiya rani
Lyrics:
Lakdi ke yeh khilone dil ko lubha rahe hein
Bachpan ke din suhane phir yaad aarahe hein
Bachpan jahan pe beeta who ghar yahi kahi hein
Who reech who madari..bandar yahi kahi hein
Bacche kahin pe milke halla macha rahe hein
Bachpan ke din suhane phir yaad aa rahe hein
Naadaan se who sapne chutpan me joh bune the
Khisse bade maze ke daadi se joh sune the,
Khisse who yaad aakar phir gudguda rahe hein
Bachpan ke din suhane phir yaad aa rahe hein,
Kyun neend me yeh aansu behte hi jaa rahe hein
Bachpan ke din suhane phir yaar aa rahe hein.
Lakdi ke yeh khilone dil ko lubha rahe hein
Bachpan ke din suhane phir yaad aarahe hein…
What Others Watching
Urdu Fruits Finger Family | Adventure in Fruit Land…
Top 100 Hit Songs 2017 | مشہور اردو نظمیں | Best…
Chidiya Ghar Urdu Poem | چڑیا گھر | Urdu Nursery…
Raja Rani Urdu Poem | راجہ رانی | Urdu Nursery…
Abba Chidiya Ghar Le Jana | چڑیا گھر | Zoo Song in…
Aloo Mian Khandaan Finger Family | آلو میاں خاندان |…